Meelon Ka Jaise Tha Faasala - 1 Lyrics

bas ek baar bas ek baar aur mil jaaye mujhe just once, phir kabhi ise apne se dur nahi jane dunga milo ka jaise tha faasla, sadiyo ka jaise tha rasta anjan tha dil ke hona hai kya phir bhi mujhe lagta hai ye, hamko to milna hi tha milo ka jaise tha faasla, sadiyo ka jaise tha rasta anjan tha dil ke hona hai kya phir bhi mujhe lagta hai ye, hamko to milna hi tha milo ka jaise tha fasla mujhe mera junun aakhir, kaha se hai kaha laya jise khwabo me tha dekha use raho me hai paya itna na chaho yu na saraho kal mil na paye to jane kya ho kabhi na kahna aisa tum, abb tum na hona gum milo ka jaise tha fasla, sadiyo ka jaise tha rasta anjaan tha dil ke hona hai kya phir bhi mujhe lagta hai ye, hamko to milna hi tha milo ka jaise tha faasla jo tum dekho to dil pighale, jo dil pighale najare jhuke jhuki najare to tan machale, jo tan machle saanse ruke pura diwana mai ho gaya hu paya tumhe to mai kho gaya hu kabhi na kahna aisa tum, abb tum na hona gum milo ka jaise tha faasla, sadiyo ka jaise tha raasta anjaan tha dil ke hona hai kya phir bhi mujhe lagata hai ye, hamko to milna hi tha