Ai Mekhi Hawa, Mujhe Le Ja Waha Lyrics
ai mekhi hawa, mujhe le ja waha, mile jameen se jaha jhuk jhuk aasma
  jaha ankho me ho ek pyara sama, jaha wadiyo se uthe ruk ruk ke dhuwa
  dur shehar se hain kahin woh jagah, jharno ka hai shor jaha daba daba
  jaha bolati hogi woh khamoshiya, parbto pe ho jaha badliya
  mein wahan hu ho tanhaiyan
  mere dil ko na khaye wahan, kabhi koyi fikre jahaan
  ai mekhi hawa, mujhe le ja waha, mile jameen se jaha jhuk jhuk aasma
  jaha ankho me ho ek pyara sama, jaha wadiyo se uthe ruk ruk ke dhuwa
  
  pedo ki chaan ho jaha pe ghani ghani
  suraj ki kirne ho jaha pe chhani chhani
  khushbu ho shaam ki jaha pe bhini bhini
  mile jahan pe chand se woh chandni
  main wahan hu ho tanhaiya
  mere dil ko na khaye wahan, kabhi koyi fikre jahaan
  ai mekhi hawa, mujhe le ja waha, mile jameen se jaha jhuk jhuk aasma
  jaha ankho me ho ek pyara sama, jaha wadiyo se uthe ruk ruk ke dhuwa
  
  ai mekhi hawa
  mujhe le ja waha
  mujhe le ja waha
  mujhe le ja waha
                            
                            
                        