Zindagi Zindagi Chhoti Ho Ya Lambi Ho Lyrics
hoye hoye hoye hoye hoye dhup o balle dhup o balle haddipa haddipa haddipa insano se kyu jalte ho tum bi insaan ho hare bare ye khet hai mandir jinke tum bagwan ho jindagi jindagi jindagi choti ho ya lambi ho ho choti ho ya lambi ho kyu bite takrar me kyu na gujre pyar me jindagi jindagi jindagi jindgi man ki khidki khol ke rakho jaane pyar ka jokha kab aa jaye nafrat ke sab deep bhujakar preet ke phool khila jaye jindagi jindagi kyu dariye pyar kariye sone ke angaare lage hai dharti par ho dharti par ha dharti par khusiyo ke bazar saje hai dharti par ho dharti par ha dharti par mehnat ki taqdir hai dane dane me aur insaan ki taqdir hai dane dane me dharti de aur bete khaye fir bhi maa ke ghun na gaaye hawao ko kah do aakar insaano ko ye samjaye kyu na sab mil jhul kar baithe ek pedh ki chaya me ek pedh ki chaya me ek pedh ki chaya me ek barabar hissa baate ek duje ki maaya me ek duje ki maaya me ek duje ki maaya me haste haste karlo pyare gam aur khusiyo ki batware preet teri salah de di sabnam ban jaye angare o dil hi ganga dil hi jamuna dil hai mathura dil hi kashi dil ho saaf to har din holi har raat hai purmaasi jindagi jindagi jindagi jindgi choti ho ya lambi ho choti ho ya lambi ho kyu bite takrar me kyu na gujre pyar me jindagi jindagi jindagi jindgi