Banno Ki Ghodi Lyrics
chanchal chudiyan khankake mehandi hantho mein racha ke chanchal chudiyan khankake mehandi hantho mein racha ke jhumar mathe pe saja ke ghunghta laj ka gira ke maike ki gali chhod ke tujhe jana hoga tujhe jana hoga tujhe jana hoga tujhe jana hoga chanchal chudiyan khankake mehandi hantho mein racha ke jhumar mathe pe saja ke ghunghta laj ka gira ke maike ki gali chhod ke tujhe jana hoga tujhe jana hoga tujhe jana hoga tujhe jana hoga laao sakhi laao joda suhaga lado ko saja de hum pyar se pairo mein laga de haldi mahavar mukhda chamka de singar se phulo si jwani pe vo lalchayenge ho dekhenge to dulheraja lut jayenge chanda ki bindiya chmka ke balo mein gjra mahka ke jhumar mathe pe saja ke ghunghta laj ka gira ke maike ki gali chhod ke tujhe jana hoga tujhe jana hoga tujhe jana hoga tujhe jana hoga panchhi pardeshi har ladki bahna kisi ko hamesha yaha rahana nahi dharti ke jaise har dard sahna kisi se kabhi kuchh kahana nahi saye mein piya ke ab jina marna o maike valo ka na sar nicha karna sapne palko mein bsa ke saiya ji ka dil chura ke jhumar mathe pe saja ke ghunghta laj ka gira ke maike ki gali chhod ke tujhe jana hoga tujhe jana hoga tujhe jana hoga tujhe jana hoga vanna ghodi pe aaya swar main jaau balihari vanna ghodi pe aaya swar main jaau balihari mora ke pichhe se vanna jhankr mora ke pichhe se vanna jhankr nai bagal mein chani bake vanna ghodi pe aaya swar main jaau balihari vanna ghodi pe aaya swar main jaau balihari vanne ka bapu paise ka mara vanne ka bapu vanne ka bapu paise ka mara vanna marega yu hi kawara mera beta hai poketa mar main jau balihari mera beta hai poketa mar main jau balihari vanna ghodi pe aaya swar main jaau balihari data mere data teri duhai kyun di tune beti ki judai beti ko to koi na rok paye chahe ise bandhe janjir mein haye rabba aaye kyun vidai ki ghadi o roke se ruke na asuvan ki ladi ma mamata ko bhula ke bhaiya bhabhi ko rula ke sakhiyo se daman chhuda ke akhon se aansu chhlka ke maike ki gali chhod ke tujhe jana hoga tujhe jana hoga tujhe jana hoga tujhe jana hoga