Vaastaa Hi Naa Jab Rahaa Tumase Lyrics
waasta hi na jab raha tumse phir jafaao ka kya gila tumse waasta hi na jab raha tumse phir jafaao ka kya gila tumse tum kisi gair ki amaanat ho kaisa shikva-gila bhala tumse waasta hi na jab raha dard deke paraye ho baithe kaise maangu main ab dawa tumse dard deke paraye ho baithe kaise maangu main ab dawa tumse kam se kam jhuthi taslli deye haay ye bhi na ho saka tumse waasta hi jab na raha chnd roti hui yaado ke siwaay dekh lo kuch nahi liya tumse chnd roti hui yaado ke siwaay dekh lo kuch nahi liya tumse yaaro hanste wo mujhpe khub hanso aur hogi bhi sakega kya tumse waasta hi jab na raha uski kismat pe rask aata hai jiske dil ka jahan basa tumse uski kismat pe rask aata hai jiske dil ka jahan basa tumse kaise kah dun bura hua tumse waasta hi na jab raha tumse phir jafaao ka kya gila tumse waasta hii na jab raha