Wo Kaun Hai Wo Kahan Hai Jise Dhundti Hai Nigahe Lyrics
?wo kaun hai wo kahan hai jise dhundti hai nigahe wo kaun hai
  hawa sun hawa use chuke aa use chuke aa ja jara
  hawa sun hawa use chuke aa use chuke aa ja jara
  kahan hai wo itna bata 
  hawa sun hawa use chuke aa use chuke aa ja jara
  kahan hai wo itna bata 
  
  kaun hai yad jo har pal aaye yad wo aaye to aake na jaye 
  kaun hai yad jo har pal aaye yad wo aaye to aake na jaye 
  raaz ye dil ab kisko bataye samne hai wo najar na aaye
  mujko kiski aahto ne hai chuwa kon hai wo aye hawa tu ye bata
  hawa sun hawa use chuke aa use chuke aa ja jara
  kahan hai wo itna bata 
  
  meri sadaye tujko bulaye samne aa jao aaja re aaja re
  meri sadaye tujko bulaye samne aa jao aaja re aaja re
  meri ye bahe tujko pukare aaja re aaja re
  meri ye bahe tujko pukare aaja re aaja re
  hawa sun hawa use chuke aa use chuke aa ja jara
  kahan hai wo itna bata 
  
  wo kaun hai tujse milungi to tujse 
  kahungi tere bina mai rah na sakungi
  tujse milunga to tujse kahunga tere bina mai rah na sakunga
  chhodo udashi kyo aake gaur se dekho to najdeek hum hai
  mujko kiski aahto ne hai chuwa kon hai wo ye hawa tu ye bata
  hawa sun hawa use chuke aa use chuke aa ja jara
  kahan hai wo itna bata
  wo kaun hai wo kahan hai jise dhundti hai nigahe