Jaan Levaa Taubaa Taubaa Teraa Jalwaa Lyrics
tauba tauba tauba tauba tauba tauba
  jaan leva tauba tauba tera jalwa, tera jalwa

  soni soni hu mai soni hu, mai soni hu
  but tarasha hai khuda ne jo jami par aa gaya
  tauba tauba tauba tauba tauba tauba
  but tarasha hai khuda ne jo jami par aa gaya
  jaan mujhme daal di to ye jaha chakara gaya
  chand ne dekha mujhe to chand bhi sharma gaya
  soni soni hu mai soni hu, mai soni soni soni hu
  soni soni hu mai soni hu, mai soni soni soni hu
  tauba tauba tauba tauba tauba tauba
  jaan leva tauba tauba tera jalwa, tera jalwa
  
  chaudavi ka chand ho ya aaftab ho
  jo bhi ho tum khuda ki kasam lajavab ho
  chaudavi ka chand ho ya aaftab ho
  jo bhi ho tum khuda ki kasam lajavab ho
  mujhse puchha tha khuda ne jaaogi kya tum jami par
  maine bola tab khuda se sare aashiq hai wahi par
  mujhse pehle kya jami par chand utra tha kabhi
  abb diwano tum batao koi mujhsa hai kahi par
  sar basajata ho gaye sab roop tera dekhkar
  jano dil se toh gaye sab roop tera dekhkar
  tauba tauba tauba tauba tauba tauba
  jaan leva tauba tauba tera jalwa, tera jalwa
  
  har taraf ek shor sa hai mere aane ki khabar se
  har taraf behki fiza hai mere aane ki khabar se
  har jagah ki mai dhadkan ban gayi hu aaj to
  har jawa chehra khila hai mere aane ki khabar se