Wafaa (Title Song) Lyrics
sunaye kya tumko fasana kisika
  mera dil bhi tha ye diwana kisika
  magar uske dil me na thi 
  wafa, wafa, wafa, wafa
  sunaye kya tumko fasana kisika
  mera dil bhi tha ye diwana kisika
  magar uske dil me na thi 
  wafa, wafa, wafa, wafa
  
  rote rote kehta hai ye jakhm e jigar
  aaja kabhi meri taraf tu laut kar
  rote rote kehta hai ye jakhm e jigar
  aaja kabhi meri taraf tu laut kar
  armaan hai itna hai are bewafa 
  kar kabhi wafa, wafa, wafa, wafa
  sunaye kya tumko fasana kisika
  mera dil bhi tha ye diwana kisika
  magar uske dil me na thi 
  wafa, wafa, wafa, wafa
  
  dil ne mere jana jisko diljaniya
  deke mujhko wo hi gaya tanhayiya
  dil ne mere jana jisko diljaniya
  deke mujhko wo hi gaya tanhayiya
  dil ka hai bas ye gam
  kabhi usne mujhse na ki 
  wafa, wafa, wafa, wafa
  sunaye kya tumko fasana kisika
  mera dil bhi tha ye diwana kisika
  magar usake dil me na thi 
  wafa, wafa, wafa, wafa