Manzar Manzar....... Lyrics
?manzar manzar 
  manzar manzar
  tu manzar manzar
  manzar manzar
  
  dhunde kise hai tere naina
  kyun khoye nindiya khoye chaina
  manzil yahan hai meri panah mein
  palkon pe sajne de ye lamha
  hothon pe sajne de ye armaan
  manzil yahan hai meri panah mein tu aaja
  
  manzar, mere khwabon ka manzar 
  meri raaton ka manzar 
  meri yaadon ka manzar 
  tu meri raahon ka manzar
  in baahon ka manzar
  tere vaadon ka manzar
  
  tu hi hai meri hasrton mein
  tu hi hai meri aarzoo mein
  tu hi basi hai mere jahaan mein
  tu hi hai meri saanson mein
  tu hi hai meri chahaton mein
  manzil yahan hai meri panah mein tu aaja
  
  manzar, mere khwabon ka manzar 
  meri raaton ka manzar 
  meri yaadon ka manzar 
  tu meri raahon ka manzar
  in baahon ka manzar
  tere vaadon ka manzar
  
  manzar, mere khwabon ka manzar 
  meri raaton ka manzar 
  meri yaadon ka manzar 
  tu meri raahon ka manzar
  in baahon ka manzar
  tere vaadon ka manzar
  
  manzar, mere khwabon ka manzar 
  meri raaton ka manzar 
  meri yaadon ka manzar 
  tu meri raahon ka manzar
  in baahon ka manzar
  tere vaadon ka manzar
  
  manzar, mere khwabon ka manzar 
  meri raaton ka manzar 
  meri yaadon ka manzar 
  tu meri raahon ka manzar
  in baahon ka manzar
  tere vaadon ka manzar