Tune Loot Liya, Loot Liya, Loot Liya Lyrics
gore gore yeh gaal hai hai hai hai hai hai
  rabba rabba kamaal hai hai hai hai hai hai
  gore gore yeh gaal hai hai hai hai hai hai
  rabba rabba kamaal hai hai hai hai hai hai
  tune loot liya loot liya loot liya 
  tune loot liya loot liya loot liya 
  maine kya kiya kya kiya kya kiya
  maine kya kiya kya kiya kya kiya
  tune loot liya, loot liya, loot liya
  hey loo loo loo loot liya 
  hey loo loo loo loot liya
  
  hai sarfiri kyun tu mili, tauba dilli ki kudi 
  abhi main khadi, abhi gir padi
  hawaao mein main to udi
  o manchali, o chulbuli, yun na macha gadbadi 
  gore gore yeh gaal hai hai hai hai hai hai
  rabba rabba kamaal hai hai hai hai hai hai
  tune loot liya loot liya loot liya
  re baaba kya kiya kya kiya kya kiya
  tune loot liya loot liya loot liya
  hey loo loo loo loot liya
  hey loo loo loo loot liya
  
  achche bhale hum to phase, kitna tu karati draama 
  hey baara baje mehfil saje, ho jaayega hungaama
  ho bas kar kudi, varna abhi suli pe tenu chadhaava
  gore gore yeh gaal hai hai hai hai hai hai
  rabba rabba kamaal hai hai hai hai hai hai
  tune loot liya loot liya loot liya
  o maine baaba kya kiya kya kiya kya kiya
  tune loot liya loot liya loot liya
  hey loo loo loo loot liya
  hey loo loo loo loot liya
  
  o phuljhadi take it easy, nazron ke tir na chalaana
  jaadugari masti bhari, mastaani main tu deewaana
  o jaan-e-jaan le legi jaan, jalwon ke jaal na bichaana
  gore gore yeh gaal hai hai hai hai hai hai
  rabba rabba kamaal hai hai hai hai hai hai
  tune loot liya, loot liya, loot liya
  maine baaba kya kiya kya kiya kya kiya
  maine baaba kya kiya kya kiya kya kiya
  tune loot liya, loot liya, loot liya
  hey loo loo loo loot liya 
  hey loo loo loo loot liya