Meri Ek Ada Shola, Meri Ek Ada Shabnam Lyrics

loot le dil beech mehfil, hum toh aise hai beiman meri ek adda shola, meri ek adda shabnam meri ankhon mein hai hardam harpal hai ik tufan abhi dur se hai dekha, kabhi pass mere toh aa phir dekh mera jalwa, koyi mujhsa hai kahan yaron ki mehfil mein yar aaye hain dil ko churane dildar aaye hain mauka hai ik pal hai palbhar ka saman iss pal mein ban jaaye koyi dastan loot le dil beech mehfil, hum toh aise hai beiman meri ek adda shola, meri ek adda shabnam meri ankhon mein hai hardam harpal hai ik tufan ishq bin jeena hai kya, ishq bin marna hai kya ishq hi toh haqiqat hai, ishq bin marna hai kya ishq bin jeena hai kya, ishq bin marna hai kya ishq hi toh haqiqat hai, ishq bin marna hai kya ishq sab hai, ishq rab hai, ishq hai mera khuda meri ek adda shola, meri ek adda shabnam meri ankhon mein hai hardam, harpal hai ik tufan hadasa aisa ek ho gaya hai yahan jo hai anjan honge woh yun hairan ankh se jaise kajal churale koyi aur badale mein bas ek dua de koyi, han dua de koyi khush raho khush raho, khush raho khush raho rab karam yeh kare, rab karam yeh kare jo ho apne tumhare na woh ghum kare na paraya koyi aankh ko num kare ho sake toh jara tum bhi kar lo dua tum bhi kar lo dua ho sake toh jara woh mile jiske hathon mein meri jaan hai humne ki dua, lo yeh ki dua, humne ki dua hai hath yun utha sar bhai hai jhuka, humne ki yun dua hai mohabbat sabne ki hogi, ishq bin jeena hai kya moahabbat apani alag hai, ishq bin marna hai kya main kya kya kar jayunga, yeh toh bas ek jhalak hai ishq bin marna hai kya loot le dil bich mehfil, bachake jaayega tu kahan tufan utha dunga, main jaan laga dunga tu hai ke meri pehchan mita dunga abhi door se hai dekha, kabhi pass mere tu aa phir dekh mera jalwa, koyi mujhsa hai kahan