Samay Ka Pahiya Chalata Hai Lyrics

krodh ke bojh ko mann pe uthaye kaahe chalta hai prani kshama jo shatru ko bhi kar de, wahi mukt hai wahi gyani samay ka pahiya chalta hai, din dhalta hai, raat aati hai raat me jab ek chhota sa nanha sa dipak jalta hai uski jarasi jyot sahi, par dur se usko dekh koi barso ka musafir girte girte sambhalta hai samay ka pahiya chalta hai, din dhalta hai, raat aati hai raat me jab ek chhota sa nanha sa dipak jalta hai uski jarasi jyot sahi, par dur se usko dekh koi barso ka musafir girte girte sambhalta hai samay ka pahiya chalta hai, din dhalta hai, raat aati hai maine jaate jaate jaana kaun hai apna kaun paraya maine jaate jaate jaana kaun hai apna kaun paraya bas tu hi mera apna hai, bas tune pyar nibhaya kaam krodh aur lobh main dhaj kar ja sakta hu tujhko chahu bhi to main kaise bhula sakta hu tera pyar bhi ek bandhan hai, tu hi bata kya main mukti pa sakta hu tu nahi jaanta tu mera ab hai kya tujhko hu dekhta to dil kaise pighalta hai samay ka pahiya chalta hai, din dhalta hai, raat aati hai din me soya, raat aayi to ab jaaga soya kab tha din me soya, raat aayi to ab jaaga soya kab tha ab kya suraj dhundhe pagale dub gaya suraj kab ka barso pehle jo thi ik nadi pyar ki beh gayi wo nadi haath ab tu kya malata hai samay ka pahiya chalta hai, din dhalta hai, raat aati hai raat me jab ek chhota sa nanha sa dipak jalta hai uski jarasi jyot sahi, par dur se usako dekh koi barso ka musafir girte girte sambhalta hai samay ka pahiya chalta hai, din dhalta hai, raat aati hai aasma me jagmag taare, meri aankh me jhilmil aansu kaha chhupa hai koi ishara to de de tu