Chhaliya Re Kaisi Chhali Preet Deewaani Lyrics
chhaliya re kaisi chhali preet deewaani - (3)
  teri meri meri teri kya hai prem kahaani - (2)
  badhati jaaye balam ho na puraani - (2)
  teri meri meri teri kya hai prem kahaani
  chhaliya re kaisi chhali preet deewaani
  
  (kaisa rang rej piya dur pardes bhaya
  angana hai soona mora ghaanv gehraaye diyaan) - (2)
  rut patjhad aayi paat udaani
  rakh du kahaan main piya tori nishaani - (2)
  teri meri meri teri kya hai prem kahaani
  chhaliya re kaisi chhali preet deewaani
  ho chhaliya re, chhaliya re chhaliya
  (ang ang mein rang jaage, rang rang mein saajan
  khwaja jo karam kare bhar jaaye aangan) - (2)
  ras bhari ratiyaan ho pawan suhaani
  ghat ghat mein utare yun saanjh suhaani - (2)
  teri meri meri teri kya hai prem kahaani - (2)
  chhaliya re kaisi chhali preet deewaani - (2)
  chhaliya re, chhaliya re, chhaliya re (chhaliya, chhaliya re)