Tu Musjhse Jab Se Mila Hai Jana Lyrics
tu musjhse jab se mila hai jana, jina hai kya ye jana tu mujhse jab se juda hai jana, kud ko hai maine jana mujhe jina aa gaya, meherbani shukriya meherbani shukriya, meherbani shukriya tu musjhse jab se mila hai jana, jina hai kya ye jana tu mujhse jab se juda hai jana, kud ko hai maine jana mujhe jina aa gaya, meherbani shukriya meherbani shukriya, meherbani shukriya ab to bas tujko hai pana maqsad mera ab to bas tujko hai chahna mazhab mera makhmali si bate ho, mehki si kuch rate ho sandali teri sanse ho sanam ab ye kehna aa gaya, meherbani shukriya meherbani shukriya, meherbani shukriya har taraf dikhta hai ab to chehra tera har ghadi atho peher ha shamo subah bolti meri ankhon ko, ankahi kuch bato ko padh bhi le to ab ae janeman agar to rakh le dil mera, meherbani shukriya meherbani shukriya, meherbani shukriya tu musjhse jab se mila hai jana, jina hai kya ye jana tu mujhse jab se juda hai jana, kud ko hai maine jana mujhe jina aa gaya, meherbani shukriya meherbani shukriya, meherbani shukriya