Dushamana, Rehnuma, Tujhpe Hai Abb (Female) Lyrics
dusamana rahnuma tujhpe hai
  ab to ye meri jan nishar
  dusamana rahnuma tujhpe hai
  ab to ye meri jan nishar
  jan nishar jan nishar
  hai rakeeb tu mera
  hai rakeeb tu mera
  
  aalam bahka bahka majar hai dhua sa
  sanse pyasi pyasi mausam badgum sa
  ankahi ansuni mai tere ishk ki dasta
  tujhpe hai ab to ye meri jan nishar
  jan nishar jan nishar
  hai rakeeb tu mera
  hai rakeeb tu mera
  
  arma jage jage rahe soi soi
  tu bhi duba duba mai bhi khoi khoi
  do kadam hum badhe to mite beraham duriya
  tujhpe hai
  ab to ye meri jan nishar
  jan nishar jan nishar
  hai rakeeb tu mera
  hai rakeeb tu mera
                            
                            
                        