Alive, Saanse Sisakiya Ban Jaaye Lyrics
saanse sisakiya ban jaaye kyu
aasu aankho me jam jaaye kyu
maila hua, maila hua
mera jaha bas wahi
ujli kiran, rukti nahi
le ke chalti hai raushni
jeeye to jeeye sar utha
chale hum jaha to raasta
ban gaya ye kiran
laai naya jiwan
ye kiran