Kash Laga Kash Laga Lyrics

kash laga, kash laga, kash laga kash laga, kash laga, kash laga jindagi ke kash laga hasraton ki raakh uda ye jahaan paani hai, bulbula hai paani hai bulbulon pe rukna kya paaniyon pe behta ja, behta ja kash laga, kash laga, kash laga kash laga, kash laga, kash laga jalati hai tanhaaiyaan taapi hai raat raat jaag jaag ke udati hai chingaariyaan gucchhe hai laal laal gili aankh ke khilati hai jaise jalte jugnoo haweliyon mein aankhein lagi ho jaise upalon ki dheriyon mein do din ka aag hai yeh saare jahaan ka dhunaan do din ki jindagi mein, dono jahaa ka dhuaan ye jahaan paani hai, bulbula hai, paani hai bulbulon pe rukna kya paaniyon pe behta ja, behta ja kash laga, kash laga, kash laga kash laga, kash laga, kash laga chhodi huyi bastiyaan jaata hoon baar baar ghum ghumke milte nahi wo nishaan chhode the dehleez chum chumke chaupaaye chadh jaayenge jungle ki kyaariya hain hathgandiyon pe milna do din ki yaariyaa hain kya jaane kaun jaaye, ?? aaye hum bhi kataar mein hai, jab bhi sawaari aaye ye jahaan paani hai, bulbula hai, paani hai bulbulon pe rukna kya paaniyon pe behta ja, behta ja kash laga, kash laga, kash laga kash laga, kash laga, kash laga jindagi ke kash laga jindagi ke kash laga hasraton ki raakh uda ye jahaan paani hai, bulbula hai paani hai bulbulon pe rukna kya paaniyon pe behta ja, behta ja kash laga, kash laga, kash laga kash laga, kash laga, kash laga