Pyar Se Aise Na Humme Dekho (2) Lyrics
mar jaye 
  
  mar jaye 
  
  pyaar se aise na humme dekho - 2
  ke kahin na hum mar jaye - 2
  jadoo nazro se na chalao, is trah se na muskurao
  ke mohabat na kar jaye, ke kahin na hum mar jaye
  pyaar se aise na humme dekho - 2
  ke kahin na hum mar jaye haaye, ke kahin na hum mar jaye
  
  yeh ishara jo tune kiya hai, is ishare per sab kuch fida hai
  band hoton ki sargoshiiyan, keh rahi kuch to khamoshiyan
  tehri saaasein hai, tez dhadkan hai, kya batayein hum kaisi uljhan hai
  tehri saaasein hai, tez dhadkan hai, kya batayein hum kya hua
  dil ke shoolon ko yun na bhadkaao- 2
  ke kahin na hum mar jaaye - 2
  pyaar se aise na humme dekho - 2
  ke kahin na hum haaye mar jaye, mar jaye
  ke kahin na hum mar jaye
  everytime i try to walk away
  but love for you just makes me wana stay
  i think abt you baby everyday
  there'' s so much in my heart i need to say
  kya hasin dil nashi silsila hai, saath jab se tumhra mila hai
  sabrr jaga hai ehsaas mein, sirf tum ho nayi pyaas mein
  dard doori ka na saha jaye, haal kaissa hai na kaha jaye
  dard doori ka na saha jaye, haal kaissa hai kya pata
  paaas aajao yun na tadpao - 2
  ki kahin na hum mar jaayen - 2
  jadoo nazro se na chalao, is trah se na muskurao
  ke mohabat na kar jaye, ke kahin na hum mar jaye
  pyaar se aise na humme dekho - 2
  ke kahin na hum mar jaye-2
  mar jaye, mar jaye
                            
                            
                        