Nigaahein Jhuki Jhuki Lyrics

ye nigahe nigahe nigahe jhuki jhuki apni aahein labon ki hado par ruki ruki ye nigahe nigahe nigahe jhuki jhuki apni aahein labon ki hado par ruki ruki haay mehfil mehfil kyun deewana ye parwana ghumata hai jal jayega janta hai, to kyun shama ko chumata hai ye nigahe nigahe nigahe jhuki jhuki khubsurat si surat hai inamein basi basi ki sharabati in aankho me basa hai kaun bolo ke bolo na palak uthake raaj-e-dil to kholo jo tum nahi to ghum nahi, shamaye bhi to kam nahi kal honge hum nahi ye nigahe nigahe nigahe jhuki jhuki apani aahein labon ki hado par ruki ruki mehfil mehfil ye deewana, parwana ghumata hai jal jayega janata hai, par shama ko chumata hai nazar mili to ek keher sa banke toot legi ye khwahishe haya ki sarhado ko tod dengi nazar mili to ek keher sa banke toot legi ye khwahishein haya ki sarhado ko tod dengi jaao na aji jao bhi ja ja jaao na aji jaao bhi jindagi mein waise bhi gham koi kam nahi ye nigahe nigahe nigahe jhuki jhuki khubsurat si surat hai inamein basi basi mehfil mehfil ye deewana, parwana ghumata hai jal jayega janata hai, par shama ko chumata hai ye nigahe nigahe nigahe jhuki jhuki apani aahein labon ki hado par ruki ruki mehfil mehfil ye deewana, parwana ghumata hai jal jayega janata hai, par shama ko chumata hai