Delhi Jagegee Rat Bhar, Aur Bhagegee Sath Par Lyrics

jagegi rat bhar, aur bhagegi sath par par dalegi belagam khayalo ko puchhegi ye sawal aur mangegi ye hisab naa sunegi tere in jawabo ko yaha hai ek nadi aur wahan ek laal kila par kaha hain is shehar kaa falsafa yaha aansu aur geet aur javani bhi maine tere naam kiya par aadhi raat, aur sadke thi sab mere baad wahan mai tha, tu thi, aur thi dilli bas kahi koyi ud raha hain, kahi koyi gir raha hain kahi koyi hain khada kagaar pe kahi koyi khele juaa aur kahi koyi bane gulam aur kahi koyi hain pada intzar me jab gaya kal mai kutubminar aur suna tha maine ailan ki bani hai yaha ek nayi party aawara hai naam, bhatkana jiska vidhaan hai fursat hai kam kuchh dhundla sa apna nishan hai wahan mai tha, tu thi, aur thi dilli bas dekhe yaha kayi, mausam badlate huye dekhe jazbe kayi, yaha patthar bante huye kayi wakt se pehle, sab aaj tu keh le yaha aansu aur geet aur javani bhi maine tere naam kiya par aadhi raat, aur sadke thi sab mere baad wahan mai tha, tu thi, aur thi dilli bas aawara hai naam, bhatkana jiska vidhaan hai fursat hai kam kuchh dhundla sa apna nishan hai wahan mai tha, tu thi, aur thi dilli bas