Aao Sunata Hu Sabko Aaj Ek Kahani Lyrics

aao sunata hu sabko aaj ek kahani aao sunata hu sabko aaj ek kahani shayad lage nayi tumko par hai sadiyo purani shayad lage nayi tumko par hai sadiyo purani aao sunata hu sabko aaj ek kahani shayad lage nayi tumko, par hai sadiyo purani aao sunata hu sabko aaj ek kahani kaise jab nandine ma parvati ka na mana aadesh toh mane phir kaise banaya apna ganesh apna bal ganesh, apna bal ganesh kaun sa aadesh kaise bana ganesh kya huwa sab batata hu pehle sare bolo om ganeshay namah, om ganeshay namah om ganeshay namah, om ganeshay namah om ganeshay namah, om ganeshay namah om ganeshay namah, om ganeshay namah om ganeshay namah, om ganeshay namah maa parwati jab jati thi nahane toh nandi karta peheredari sabko tha woh rok leta par chup rehta shiv ki jab aaye sawari shiv jo chale aaye andar, parvati huyi behad naraj par nandi tha ved shiv kaa unake aage bilkul be awaz phir kya huwa, parwati ke mann me ek chah uthi kash koyi hota mera jise mai karti pyar jo manta meri har ek bat, mujhpe ho jata nisar kyun na mai khud hi banau use dil ka ho ik tukda mere hi jaisa ho uska rang, mere hi jaisa ho mukhada ganesh ha phir parvati ne gana aur racha ik balak vishesh apne mail se banaya apna pyara ganesh achchhi kahani hai par kuchh toh gadbad ghotala hai bhai maa parvati ne kya aisi thi balak ki surat banayi na sund, na kaan hathi ke kaisa hai iss balak kaa bhes hai yeh nahi, hai yeh nahi, hai yeh nahi hamara ganesh bal ganesh ko hathi kaa muh kaise mila woh ek aur kahani hai phir kabhi sunau aaj suni hai ham sab ne badhiya ek kahani lagti hai jo nayi nayi par hai sadiyo purani aao sunata hu sabko aaj ek kahani aao sunata hu sabko aaj ek kahani shayad lage nayi tumko par hai sadiyo purani aao sunata hu sabko aaj ek kahani