Assalam Walekum Walekum Assalam Lyrics
assalam walekum walekum assalam
  assalam walekum walekum assalam
  assalam walekum walekum assalam
  assalam walekum walekum assalam
  har insan ne kabhi na kabhi kisi 
  na kisi se pyar kiya hai
  maine aap sabne toh usi pyar ke nam 
  zindagi kurban mohatarama
  jab aaye samne najro ke tum mohatarama
  honsho hawas mere ho jaye gum
  jab aaye samne najro ke tum mohatarama
  honsho hawas mere ho jaye gum
  duaye karu main sajda karu yahi main kahu
  assalam walekum walekum assalam 
  assalam walekum walekum assalam 
  assalam walekum walekum assalam 
  assalam walekum walekum assalam 
  
  assalam walekum walekum assalam 
  assalam walekum walekum assalam 
  assalam walekum walekum assalam 
  assalam walekum walekum assalam
  jab aaye samne najro ke tum mohatarama
  honsho hawas mere ho jaye gum
  jab aaye samne najro ke tum mohatarama
  honsho hawas mere ho jaye gum
  duaye karu, main sajda karu yahi main kahu
  assalam walekum walekum assalam 
  assalam walekum walekum assalam 
  assalam walekum walekum assalam 
  assalam walekum walekum assalam  
  
  
  assalam walekum, walekum assalam
  teri kashish tadpati hai dard-e-dil ye badhati hai
  betabi ke aalam se, sehno ja yeh tarsati hai
  awara armano ki manzil tum
  deewane lamho ki ho mehfil tum 
  awara armano ki manzil tum
  deewane lamho ki ho mehfil tum 
  mere jasbat mein tum ho rawa mohatarama
  tum pe kurban hai dil ka jahan mohatarama
  mere jasbat mein tum ho rawa mohatarama
  tum pe kurban hai dil ka jahan mohatarama
  duaye karu, main sajda karu, yahi main kahu
  assalam walekum walekum assalam 
  assalam walekum walekum assalam 
  assalam walekum walekum assalam 
  
  yadon ki tanhayi mein
  jajbo ki gehrayi mein
  ehsason ki sargarmi hai
  tere khabo ki parchayi mein
  dard-e-mohabbat ka hai yeh jadu
  betabiya hai meri bekabu
  dard-e-mohabbbat ka hai yeh jadu
  betabiya hai meri bekabu
  tumse deewangi ka hai nasha mohatarama
  pehele deedar se mein hu fida  mohatarama
  tumse deewangi ka hai nasha mohatarama
  pehele deedar se mein hu fida  mohatarama
  duaye karu main sajda karu yahi main kahu
  assalam walekum walekum assalam 
  assalam walekum walekum assalam 
  assalam walekum walekum assalam 
  assalam walekum walekum assalam 
  mohatarama
  
  lyrics typed by : kavita golden