Ya Ali Ali Ali Ali Ali..... Lyrics
ya ali ali ali ali ali 
  ya ali ali ali ali ali 
  ya ali ali ali ali ali 
  ya ali ali ali ali ali 
  ya ali ali ali ali ali
  ya ali ali ali ali ali
  ya ali ali ali ali ali
  ya ali ali ali ali ali
  ya ali ali ali ali ali
  
  teri yaadon ne tanha na chhod a kahin 
  teri yaadon ne tanha na chhod a kahin 
  main tanhaayiyon mein bhi tanha nahin
  ya ali ali ali ali ali 
  ya ali ali ali ali ali 
  ya ali ali ali ali ali 
  ya ali ali ali ali ali 
  ya ali ali ali ali ali 
  
  mere ehsaas mein teri 
  chaahat ka aalam mila hai
  tutne se bhi jo toote na 
  yeh toh woh silsila hai
  sang tere guzaare lamhon ka nazaara
  nigaahon mein meri rawaan hai
  badi shiddat se ki hai mohabbat ye maine
  meri tanhaayiyon mein bayaan hai
  ae dil-e-jaan dil-e-jaan
  teri yaadon ne tanha na chhod a kahin
  main tanhaayiyon mein bhi tanha nahin
  ya ali ali ali ali ali 
  ya ali ali ali ali ali 
  ya ali ali ali ali ali 
  
  jaan-e-jaan ye mere ishk ke 
  dard ki intehaan hai
  doori mein teri nazdikiyon 
  ki sisakti sada hai
  abb mushkil hai jeena 
  tere bin kya karoon
  abb har haal mein hai tujhe paana
  meri betaabiyon mein teri pyaas hai aisi
  namumkin hai tujhko bhulaana
  ae dil-e-jaan dil-e-jaan
  teri yaadon ne tanha na chhod a kahin
  main tanhaayiyon mein bhi tanha nahin
  ya ali ali ali ali ali 
  ya ali ali ali ali ali
  ya ali ali ali ali ali
  ya ali ali ali ali ali
  ya ali ali ali ali ali
  ya ali ali ali ali ali