Aisa Bhee Ek Jamana Aata Hai Aashikee Me Lyrics
aisa bhi ek jamana aata hai aashiki me aisa bhi ek jamana aata hai aashiki me jab maut ki tamanna jab maut ki tamanna hoti hai jindagi me chhodunga mai na daman ae yar jindagi me jina bhi aashiki me jina bhi aashiki me marna bhi aashiki me aisa bhi ek jamana aata hai aashiki me aisa bhi ek jamana aankho ke jharokho se dekha karenge tumko aankho ke jharohko se dekha karenge tumko markar bhi ham to hamdam chaha karenge tumko aansu kubul mujhko aansu kubul mujhko tere pyar ki khushi me chhodunga mai na daman ae yar jindagi me chhodunga mai na daman chahat ke phul dilbar janmo janam khilenge chahat ke phul dilbar janmo janam khilenge bichhade kabhi jo marke jannat me phir milenge hai nur aasman ka hai nur aasman ka chahat ki chandani me aisa bhi ek jamana aata hai aashiki me aisa bhi ek jamana aata hai aashiki me jab maut ki tamanna jab maut ki tamanna hoti hai jindagi me chhodunga mai na daman ai yar jindagi me