Sawar Gayi Main, Saawariya Lyrics
sawar sawar gayi main, saawariya
  kabse khadi main tori atariya
  kabse khadi main tori atariya
  beet na jaaye o raama saari umariya
  o o sawar sawar gayi main
  
  sawar gaye chaand sitaare dekho
  sawar gaye saare nazaare dekho
  dekho gagan pe banake badariya
  chamaki teri yaadon ki bijuriyaan
  tan ko jalaaye thandi bayariya
  tan ko jalaaye thandi bayariya
  beet na jaaye o raama saari umariya
  o o sawar sawar gayi main, saawariya
  sawar sawar sawar gayi main
                            
                            
                        