Mai Jahaa Rahu (Remix) Lyrics
mai jaha rahu mai kahu bhi hu
  teri yad sath hai
  kisi se kahu ke nahi kahu
  ye jo dil ki bat hai
  kahne ko sath apne ek dunia chalti hai
  par chupke is dil me ek tanhai palti hai
  bas yad sath hai
  teri yad sath hai
  teri yad sath hai
  teri yad sath hai
  
  mai jaha rahu 
  mai kahi bhi hu
  teri yad sath hai
  
  kahi to dil me yado ki
  ek sunli gad jati hai
  kahi har ek taswir bahut hi
  dhundhli pad jati hai
  koi nayi dunia ke naye
  rango me khus rahta hai
  koi sab kuch pake bhi
  ye man hi man kahta hai
  kahne ko sath apne ek dunia chalti hai
  par chupke is dil me tanhayi palti hai
  bas yad sath hai
  teri yad sath hai
  teri yad sath hai
  
  kahi to bite kal ki jade
  dil me hi utar jati hai
  kahi jo dhage tute hto
  malaye bikhar jati hai
  koi dil me jagah nayi
  bato ke liye rakhta hai
  koi apni palko par 
  yado ke diye rakhta hai
  kahne ko sath apne ek dunia chalti hai
  par chupke is dil me ek tanhai palti hai
  bas yad sath hai
  teri yad sath hai
  teri yad sath hai
  teri yad sath hai
                            
                            
                        