Baatein Hawa Female Lyrics
baate hawa hai sari, sari ki sari
  kyu hai, kyu hai
  kyu hai, kyu hai, kyu
  baate hawa hai sari, sari ki sari
  kyu hai, kyu hai
  kyu hai, kyu hai, kyu
  rukhi si khali khali
  ulti hi duniya sari
  kyu hai, kyu hai
  kyu hai, kyu
  kehna jo chahe, kyu keh na paaye
  aankhe jo bole teri, hontho se kyu na bole
  baate hawa hai sari, sari ki sari
  kyu hai, kyu hai
  kyu hai, kyu hai, kyu
  rukhi si khali khali
  ulti hi duniya sari
  kyu hai, kyu hai
  kyu hai, kyu
  
  dekho na, dekho na lgta ajuba hai
  ye khud hi jaane
  kya iska mansuba hai
  dekho na, dekho na lagta ajuba hai
  ye khud hi jaane
  kya iska mansuba hai
  chh fut ki diwaar pe
  kyu dil ki khidki nahi
  ye dil ki baato ko bhi, jaane do kahi nahi
  palle pade hai kyu mere hi tauba
  apni hi kehta hai, apni hi sunta hai, dekho na
  baate hawa hai sari, sari ki sari
  kyu hai, kyu hai
  kyu hai, kyu hai, kyu
  rukhi si khali khali
  ulti hi duniya sari
  kyu hai, kyu hai
  kyu hai, kyu
  
  sidhe raste kabhi, ye na chalne wala
  rab ne ise tedhe saanche me hai dhala
  sidhe raste kabhi, ye na chalne wala
  rab ne ise tedhe saanche me hai dhala
  bande ko zoo me rakho, khulla na ise chhodo
  khulla jo chhoda to, raato me jaane kya ho
  rehta hai jaane kaun se jaha me
  dekha na jana na, maine to aisa yaha koi
  baate hawa hai sari, sari ki sari
  kyu hai, kyu hai
  kyu hai, kyu hai, kyu
  rukhi si khali khali
  ulti hi duniya sari
  kyu hai, kyu hai
  kyu hai, kyu
  kehna jo chahe, kyu keh na paaye
  aankhe jo bole teri, hontho se kyu na bole
  baate hawa hai sari, sari ki sari
  kyu hai, kyu hai
  kyu hai, kyu hai, kyu
  rukhi si khali khali
  ulti hi duniya sari
  kyu hai, kyu hai
  kyu hai, kyu