Kahe Ko Bulaya Mujhe Balma Lyrics
kahe ko bulaya mujhe balma kahe ko bulaya mujhe balma pyar me nam se, pyar ke nam pe kahe ko bulaya mujhe balma pyar me nam se, pyar ke nam pe radha ne yahi pucha tha ek din ruth kar sham se, ruth kar sham se ja tose bolu na, ghunghta kholu na, dolu na mai sang tere ja tose bolu na, ghunghta kholu na, dolu na mai sang tere roz jo tum ruthogi aise gujrenge din mere kaise jine nahi dega mujhe char din pyar aram se, pyar aram se kahe ko bulaya mujhe balma pyar me nam se, pyar ke nam pe kali ghatao se thandi hawao se aao kahe hal dil ka kali ghatao se thandi hawao se aao kahe hal dil ka o pyar me din to dhal jata hai rat ka jadu chal jata hai jiya lagta hai dhadkane piya aajkal sham se, aajkal sham se radha ne yahi pucha tha ek din ruth kar sham se, ruth kar sham se toba mai ka karu toba mai ka karu badnami se daru mohe badi laz aaye toba mai ka karu badnami se daru mohe badi laz aaye hamne koi ki hai chori pyar kiya hai hamne gori logo se jo aise darne lage to gaye kam se, to gaye kam se kahe ko bulaya mujhe balma pyar me nam se, pyar ke nam pe radha ne yahi pucha tha ek din ruth kar sham se, ruth kar sham se