Chedo Naa Sanam Lyrics

chhedo na sanam jane do sanam chhedo na sanam jane do sanam meri jaan nikal jayegi ho meri jaan nikal jayegi roko na sanam chhune do sanam roko na sanam chhune do sanam meri jaan nikal jayegi meri jaan nikal jayegi aag laga ke is tan mein daal diya na uljhan mein aag laga ke is tan mein daal diya na uljhan mein chhedo na sanam jane do sanam roko na sanam chhune do sanam kya main karu jo tan jalta hai pyas ye tan ki tumne jagai pyar ke aage sar jhukta hai haye mohabbat kisne banayi pyar jaga kar is man mein pyar jaga kar is man mein daal diya na uljhan mein chhedo na sanam jane do sanam roko na sanam chhune do sanam pas jo aau man darta hai door bhi jana bas mein nahi hai man ye pagal kyu darta hai pyar chhupana bas mein nahi hai tan se man ki anban mein tan se man ki anban mein daal diya na uljhan mein chhedo na sanam jane do sanam roko na sanam chhune do sanam pyar ka mausam aa hi gaya hai phir bhi kyu inkaar hai tumko pyar ka mausam kal bhi rahega aaj hi kyu israar hai tumko bandh ke preet ke bandhan mein bandh ke preet ke bandhan mein daal diya na uljhan mein chhedo na sanam jane do sanam ho meri jaan nikal jayegi meri jaan nikal jayegi roko na sanam chhune do sanam meri jaan nikal jayegi meri jaan nikal jayegi aag laga ke is tan mein daal diya na uljhan mein aag laga ke is tan mein daal diya na uljhan mein chhedo na sanam jane do sanam roko na sanam chhune do sanam