Bali Umariya Lyrics
bali umariya kari re bawariya - 2
kaise samajhau tuhe mere sawariya - 2
bali umariya kari re bawariya
bali umariya
(chandani ratiya teer chalaye
barkha fahare agan lagaye) - 2
nash nash mein jagi
nash nash mein jagi more re bijuriya
kaise samjhau tujhe more sawariya
bali umariya kari re bawariya - 2
(naino ke sapne jayenge kharke
jaag padu main nind se dar ke) - 2
dard jagaye tan mein kali badariya
kaise samjhau tujhe more sawariya
bali umariya kari re bawariya
bali umariya
(kis nagan ke chal mein aaya
na to paraya apna bulaya) - 2
bhul gaya kyo apni dagariya
kaise samjhau tujhe more sawariya
bali umariya kari re bawariya - 2