Rabba Ve Lyrics
rabba rabba rabba rabba
  dil chahata hain jise apna
  wo haqiqat hain, ya hain sapna
  main jaanu na, main maanu na
  ab uske bina main jeeyu na
  jeeyu na jeeyu na 
  rabba ve rabba ve rabba ve
  dil ki kyaa khata ve
  dil ki kyaa khata
  rabba ve rabba ve rabba ve
  dil ki kyaa khata ve
  dil ki kyaa khata
  
  ho aansu kyun chhalke hain
  kuch kehne ko tarse hain
  rabba rabba
  aansu kyun chhalke hain
  kuch kehne ko tarse hain
  sawan sa barse hain rabba
  reet nibhana yaara dur na jaana
  yaara dur na jaana
  rabba ve rabba ve rabba ve
  dil ki kyaa khata ve
  dil ki kyaa khata
  rabba ve rabba ve rabba ve
  dil ki kyaa khata ve
  dil ki kyaa khata
  
  rabba rabba rabba rabba
  
  aankhon mein chhaya tera chehra
  wo paayal ki rumjhum teri rabba
  aankhon mein chhaya tera chehra
  wo paayal ki rumjhum teri
  rabba ve rabba
  haath chhudake yaara door na jaana
  yaara door na jaana
  rabba ve rabba ve rabba ve
  dil ki kyaa khata ve
  dil ki kyaa khata
  rabba ve rabba ve rabba ve
  dil ki kyaa khata ve
  dil ki kyaa khata