Kaise Kahun Lyrics
isme hi jine ka saar chhupa hai kaise kahu main ye pyar kya hai kaise kahu main ye pyar kya hai amrit ka pyala jag ka ujala pyar se har man banta shivala ganga se nirmal bachpan sa nishchhal pyar se mahke sanso ki mala pyar hai aasha naino ki bhasha pyar bina hai jag pyasa pyasa pyar ki pida hi apni dwa hai kaise kahu main ye pyar kya hai kaise kahu main ye pyar kya hai pyar samarpan dishaon ka bandhan bhawon ka chumban khamosh gunjan pyar manan hai hum meinn chhuvan hain pyar hi darshan pyar naian hai pyar hi trisna pyar hi tripti pyar ki krishan radha ki murti pyar naa jane kisne rachaya hai kaise kahu main ye pyar kya hai kaise kahu main ye pyar kya hai isme hi jine ka saar chhupa hai