Ye Shapath Leta Hoo Lyrics
mai ishvar ko sakshi mankar ye shapath leta hoo ke mai sada satya bolunga nirbhay banunga sada dharm ke raste par chalunga mai desh ki janta ki seva karunga samvidha sanraksh palan ke anusar karunga mai police vibhag ke padadhikariyo ka samman karunga unke adesho ka palan karunga shaitano ka hai ye jahan haiwano ki hai dastan zulm hai har taraf zulm hai har taraf ye hawa ban gayi hai zehar aag se uth ta hai ye dhuan jal jayega ye gulsita haiwano ka hai ye jahan haiwano ki hai dastan jane hoga age kya kya kato ka hai ye rasta na koi roke na koi toke choro ka hai ye kafila tumne dekho kya diya tumne dekho kya liya tumne dekho kya kiya bas tabah hi kar diya aag se uthta hai ye dhuan jal jayega ye gulsita haiwano ka hai ye jahan haiwano ki hai dastan mai ishvar ko sakshi mankar ye shapath leta hoo ke mai sada satya bolunga nirbhay banunga sada dharm ke raste par chalunga mai desh ki janta ki seva karunga sanvidha sanraksh palan ke anusar karunga mai police vibhag ke padadhikariyo sanman karunga unke adesho ka palan karunga halat hogi kya praja ki khud lutega jo badshah kab sochoge kab pahuchoge raho mei hai ye karva naujawan jago zara kya bhala hai kya bura khud karo ye faisala jag ja re jag ja aag se uth ta hai ye dhuan jal jayega ye gulsita shaitano ka hai ye jahan haiwano ki hai dastan zulm hai har taraf ye hawa ban gayi hai zehar aag se uth ta hai ye dhuan jal jayega ye gulsita mai ishvar ko sakshi mankar ke mai sada satya bolunga nirbhay banunga sada dharm ke raste par chalunga mai desh ki janta ki seva karunga sanvidha sanraksh palan ke anusar karunga mai police vibhag ke padadhikariyo sanman karunga unke adesho ka palan karunga shaitano ka hai ye jahan haiwano ki hai dastan zulm hai har taraf ye hawa ban gayi hai zehar aag se uth ta hai ye dhuan jal jayega ye gulsita haiwano ka hai ye jahan haiwano ki hai dastan jane hoga age kya kya kato ka hai ye rasta na koi roke na koi toke choro ka hai ye kafila tumne dekho kya diya tumne dekho kya liya tumne dekho kya kiya bas tabah hi kar diya aag se uth ta hai ye dhuan jal jayega ye gulsita haiwano ka hai ye jahan haiwano ki hai dastan mai ishvar ko sakshi mankar ke mai sada satya bolunga nirbhay banunga sada dharm ke raste par chalunga mai desh ki janta ki seva karunga sanvidha sanraksh palan ke anusar karunga mai police vibhag ke padadhikariyo sanman karunga unke adesho ka palan karunga halat hogi kya praja ki khud lootega jo badshah kab sochoge kab pahuchoge raho mein hai ye karvan naujawan jago zara kya bhala hai kya bura khud karo ye faisala jag ja re jag ja aag se uth ta hai ye dhuan jal jayega ye gulsita shaitano ka hai ye jahan haiwano ki hai dastan zulm hai har taraf ye hawa ban gayi hai zehar aag se uth ta hai ye dhuan jal jayega ye gulsita