Pyaar Bhara Ek Khat Aaya Hain Lyrics
pyaar bhara ek khat aaya hain jisme ghar ki khushbu hain pyaar bhara ek khat aaya hain jisme ghar ki khushbu hain padhte padhte bhigi palke padhate padhte bhigi palke aankhon se chhalka aansu hain aansu hain pyaar bhara ek khat aaya hain jisme ghar ki khushbu hain is bar piya tum na aana ye gam ham tum seh lenge is bar piya tum na aana ye gam ham tum seh lenge kuch paise bach jayenge kuch paise bach jayenge bititya ke jewar le lenge likhte likhte aankh bhar aayi likhte likhte aankh bhar aayi dil pe kiska kabu hain kaabu hain pyaar bhara ek khat aaya hain jisme ghar ki khushbu hain budhi maa ki budhi aankhe dekhe ye ghar ka har kona budhi maa ki budhi aankhe dekhe ye ghar ka har kona bete ki thaali roj parose bete ki thaali roj parose jaane kis din ho aana pal pal maa ka dil rota hain pal pal maa ka dil rota hain mamta to bekabu hai bekabu hai pyaar bhara ek khat aaya hain jisme ghar ki khushbu hain wo pipal ki chhaanv ghaneri duaao jaisa apna gaanv wo pipal ki chhaanv ghaneri duaao jaisa apna gaanv tumko pukaare gaanv ki galiya tumko pukaare gaanv ki galiya mehkte sare phul aur kaliya birah ki raate katt jaayegi hone ko roshan jugnu hain jugnu hain pyaar bhara ek khat aaya hain jisme ghar ki khushbu hain padhte padhte bhigi palke padhte padhte bhigi palke aankhon se chhalka aansu hain aansu hain pyaar bhara ek khat aaya hain jisme ghar ki khushbu hain