Sardi Ho Ya Garmi Ho Lyrics
main haadso se, jaam ladata chala gaya hansta hansata, peeta peelata chala gaya wo rafta rafta, jaam peelate gaye mujhe main rafta rafta, hosh mein aata chala gaya sardi ho ya garmi ho sardi ho ya garmi ho, ya baarish ka mausam har mausam hai, peene ka mausam har mausam hai, peene ka mausam sasti ho ya mehangi ho, jyada ho ya kam har mausam hai, peene ka mausam har mausam hai, peene ka mausam har pal sath nibhati hai, har dukh ki ye saathi hai har pal sath nibhati hai, har dukh ki ye saathi hai har dukh ki ye saathi hai ye jeena sikhalati hai may to saath rahegi apne, khushiya ho ya gham har mausam hai, peene ka mausam har mausam hai, peene ka mausam sardi ho ya garmi ho sardi ho ya garmi ho, ya baarish ka mausam har mausam hai, peene ka mausam har mausam hai, peene ka mausam duniya se ghabrana kyu, logo se sharmana kyu duniya se ghabrana kyu, logo se sharmana kyu logo se sharmana kyu, maikhane mein na jana kyu khud bhi peeyenge peelayenge hum jab tak dum mein hai dum har mausam hai, peene ka mausam har mausam hai, peene ka mausam sardi ho ya garmi ho sardi ho ya garmi ho, ya baarish ka mausam har mausam hai, peene ka mausam har mausam hai, peene ka mausam har ek shaam adhuri hai, may se kyu ye duri hai har ek shaam adhuri hai, may se kyu ye duri hai may se kyu ye duri hai, kaisi ye majburi hai rashid aakhir na peene ki, kyun khayi hai kasam har mausam hai, peene ka mausam har mausam hai, peene ka mausam sardi ho ya garmi ho sardi ho ya garmi ho, ya baarish ka mausam har mausam hai, peene ka mausam har mausam hai, peene ka mausam sasti ho ya mehangi ho, jyada ho ya kam har mausam hai, peene ka mausam har mausam hai, peene ka mausam