Kiska Kiska Gham Karegee Lyrics
ye sharaab na, ab ye masto ki manjure najar kya mubaarak shay thi, jinse aam hokar reh gayi jabse kamjarfo ke palle pad gayi, ye dilruba kucha o bazaar mein, badnaam hokar reh gayi jisko dekho maikade ki, simt bhaga aaye hai jisko dekho maikade ki, simt bhaga aaye hai kiska kiska gham karegi, dur bechari sharaab peenewaalo ko bahakte dekh ke, sharmaaye hai kiska kiska gham karegi, dur bechari sharaab kiska kiska gham karegi, dur bechari sharaab kya salika tha kabhi, jab jaam chhalkate the log isme bhi ek shaan thi, jab peeke lehrate the log ekka dukka chhup chhupakar, is taraf aate the log ab to is mashuk par, har shakhs ki niyat kharaab kiska kiska gham karegi, dur bechari sharaab kiska kiska gham karegi, dur bechari sharaab waqt ke maare huye, kuch ishq ke maare huye kuch zamane se, kuch apane aapse haare huye log to is may ke aashiq, jaankar saare huye koyi do katro ka taalib, koyi maange behisaab kiska kiska gham karegi, dur bechari sharaab jisko dekho maikade ki, simt bhaga aaye hai kiska kiska gham karegi, dur bechari sharaab jo asire gham hua, usko to aksar chahiye jisko koyi gham nahi, usko bhi saagar chahiye jisko ek katra mila, usko samandar chahiye ek najuk si pari, jhelegi kitno ke ajaab kiska kiska gham karegi, dur bechari sharaab kiska kiska gham karegi, dur bechari sharaab raah takta hoga koyi, dil ka nazrana liye julf me masti liye, hothon pe paimana liye pyaas aankhon me diye, aanchal me maikhana liye maikade ki raah chhodo, ghar chalo aali janab kiska kiska gham karegi, dur bechari sharaab jisko dekho maikade ki, simt bhaga aaye hai kiska kiska gham karegi, dur bechari sharaab peenewaalo ko bahakte dekh ke, sharmaaye hai kiska kiska gham karegi, dur bechari sharaab kiska kiska gham karegi, dur bechari sharaab kiska kiska gham karegi, dur bechari sharaab