Ek Aisa Ghar Chaahiye Mujhako Lyrics
ek aisa ghar chaahiye mujhko ek aisa ghar chaahiye mujhko jiski faja mastaana ho ek kone me gajal ki mehfil ek kone me maikhaana ho ek kone me maikhaana ho ek aisa ghar chaahiye mujhko jiski faja mastaana ho ek kone me gajal ki mehfil ek kone me maikhaana ho ek kone me maikhaana ho ek aisa ghar chaahiye mujhko aisa ghar jiske darawaje band naa ho insaano par aisa ghar jiske darawaje band naa ho insaano par aisa ghar jiske darawaje band naa ho insaano par shekho pehalman rendo sharabi sabka aana jaana ho sabka aana jaana ho ek aisa ghar chaahiye mujhko ek takhti angur ke paani se likh kar dar par rakh do ek takhti angur ke paani se likh kar dar par rakh do ek takhti angur ke paani se likh kar dar par rakh do iss ghar me woh aaye jisko subah talak naa jaana ho subah talak naa jaana ho ek aisa ghar chaahiye mujhko jiski faja mastaana ho ek kone me gajal ki mehfil ek kone me maikhaana ho ek kone me maikhaana ho ek aisa ghar chaahiye mujhko jo maikhar yaha aata hai apna mehmaan hota hai jo maikhar yaha aata hai apna mehmaan hota hai jo maikhar yaha aata hai apna mehmaan hota hai woh bazaar me jaake pile jisko daam chukana ho ek aisa ghar chaahiye mujhko pyaase hai hotho se kehna kitna hai aasaan jafar pyaase hai hotho se kehna kitna hai aasaan jafar pyaase hai hotho se kehna kitna hai aasaan jafar mushkil us dam aati hai jab aankhon se samjhana ho aankhon se samjhana ho ek aisa ghar chaahiye mujhko jiski faja mastaana ho ek kone me gajal ki mehfil ek kone me maikhaana ho ek kone me gajal ki mehfil ek kone me maikhaana ho ek kone me maikhaana ho