Kori Kori Chunariya Lyrics

kori kori chunar meri kori kori chunar meri deewani huyi teri saajna baalma, saajna baalma kori kori chunariya pe kori kori chunariya pe tu likh de naam apna saajna baalma, saajna baalma teri naam ki mehndi rachau mera bas yahi hain sapna o mera bas yahi hain sapna saajna baalma, saajna baalma ye singaar nikhaar karu kya tu na samjhe aur kahu kya ye singaar nikhaar karu kya tu na samjhe aur kahu kya odh sitaron waali chunariyan chham chaam naachu main baawariyan tere pyaar ki main baawariyan o tere rang rangi main aise aur koi rang bhaye na oo aur koi rang bhaye na saajna baalma, saajna baalma dil to tujhko de hi chuke hain jaa bhi tujhko de denge dil to tujhko de hi chuke hain jaa bhi tujhko de denge tere naam zindgaani karke duniya se ye keh denge duniya se ye keh denge ho pyar kiya hain pyaar karenge hume kisi se kya darna oo hume kisi se kya darna saajna baalma, saajna baalma kori kori chunariya pe tu likh de naam apna likh de naam saajna likh de naam baalma