Jab Kabhi Meri Yaad Sataye Lyrics
jab kabhi meri yaad sataye to jab kabhi har baat rulaye to chali aana, chali aana sare gham mujhse baantne jab kabhi meri yaad sataye to meri yaad sataye to ye faasle, ye duriya ye rat jage kyu tere bina ye faasle, ye duriya ye rat jage kyu tere bina tere bina, tere bina nind bhi jab ruth jaye to khaab bhi jab bhul jaye to chali aana, chali aana sare gham mujhse baantne jab kabhi meri yaad sataye to raste khule, manzil kahan hum ajnabi hai ya raazdar raste khule, manzil kahan hum ajnabi hai ya raazdar zindagi tumko sataye to aankh bhi jab sukh jaye to chale aana, chale aana sare gham mujhse baantne jab kabhi meri yaad sataye to meri yaad sataye to meri yaad sataye to