Chali Aana Lyrics
mujhko tera junu, tere pass le aaya teri yaado ka wo shehar, tere shehar le aaya pyasa nange paanv, tere pass chala aaya tujh bin gujre na raat din jeeyu main kaise tere bin tujh bin gujre na raat din jeeyu main kaise tere bin rasmo ki zanzire bas ik baar tod aana tujh bin gujre na raat din jeeyu main kaise tere bin tujh bin gujre na raat din jeeyu main kaise tere bin ab bhi dil me kuch ho to ek baar chali aana maajhi ki galtiyan ik baar bhula aana mere pass chali aana