Kaisa Jaadu Kiya Lyrics
kaisa jadu kiya, dil bekabu kiya sapno me dil liya, aisa kya kah diya har kali ki mahak, rang kaliya dhanak sab hai tujhpe fida ab na hona juda janejana main tumko saanso me, basa ke palko me daricho se jhanku main, jee bhar ke main tumko saanso me, basa ke palko me daricho se jhanku main, jee bhar ke pass ho tum mere ya ho mujhse juda meri har ek najar, tumko degi sada har kali ki mahak, rang kaliya dhanak sab hai tujhpe fida ab na hona juda janejana mere dil ki kya hai, batau main kaise bitaye hai kaise din gin gin ke mere dil ki kya hai, batau main kaise bitaye hai kaise din gin gin ke dhadkano ki kasam, tumse leke main gham pyar tumse karu, tumko apna kahu har kali ki mahak, rang kaliya dhanak sab hai tujhpe fida ab na hona juda janejana kaisa jadu kiya, dil bekabu kiya sapno me dil liya, aisa kya kah diya har kali ki mahak, rang kaliya dhanak sab hai tujhpe fida ab na hona juda janejana