Hal Kaho Aur Hal Suno Lyrics
m p dha m dha p dh ni dha pa ni
  haal kaho aur haal suno, g ma pa ma ga pa
  dil ki kaho, kuch dil ki suno
  m p dha m dha p dh ni dha pa ni
  haal kaho aur haal suno
  dil ki kaho, kuch dil ki suno
  aise bhi hamse milo
  chhodo ye pal do pal ka
  chhodo ye pal do pal ka, aana jana
  
  haal kaho aur haal suno
  dil ki kaho, kuch dil ki suno
  chhodo ye pal do pal ka, aana jana
  
  kaisa hai ye silsila, tera mera
  hota nahi jo shuru
  kaisa hai ye silsila, tera mera
  hota nahi jo shuru
  hoga kabhi, jo mile kahin, kabhi
  teri meri aarzu
  par mile to, mile kaise bata
  mujhe tera, na tujhe mera pata 
  bata, koi yaha pe kyu ho
  koi yaha pe kyu ho, begana
  
  m p dha m dha p dh ni dha pa ni
  kabhi koi sham, naam mere bhi
  apni tum kar do na
  kabhi koi sham, naam mere bhi
  apni tum kar do na
  kahne ko jo baat bekarar hu
  tum wahi keh do na
  aisa na ho gujar jaye sama
  mile tujhe, na mujhe koi jahan yaha
  chhodo bhi tum najro ka
  chhodo bhi tum najro ka, yu churana
  
  haal kaho aur haal suno
  dil ki kaho, kuch dil ki suno
  aise bhi hamse milo
  chhodo ye pal do pal ka
  chhodo ye pal do pal ka, aana jana
                            
                            
                        