Rafta Rafta Suna Suna Lagata Hai Lyrics
rafta rafta suna suna lagata hai
  kesariyaa balam se nayan ladaane ke baad
  mujhe jog laga, prem rog laga
  rafta rafta suna suna
  
  kyun kare dushmani khud se hi khambakht dil
  kyun kare dushmani khud se hi khambakht dil
  tanaha tanaha tanaha khoya khoya rehata
  kesariyaa balam se se nayan ladaane ke baad
  mujhe jog laga, prem rog laga
  rafta rafta suna suna
  
  iss tarah kyun kare bekhudi besabrr dil 
  iss tarah kyun kare bekhudi besabrr dil
  behaka behaka behaka khoya khoya rehata hai
  kesariyaa balam se se nayan ladaane ke baad
  mujhe jog laga, prem rog laga
  rafta rafta suna suna
                            
                            
                        