Kaise Kahu Lyrics

zindagi to hai bas makaam jo tatola dhua hi dhua kaise kahu kya iska naam aagaz hai ya hai anjam khol de apne dil ke jhrokhe dil ki kya hai khata uski dhak dhak dhadhkati si dhadkan sune geet usme chhipa raaho me dekh to kitna gham hai pada aankho se taul to kiska gham hai bada rango wala wo chashma utaar mitli na re khushiya udhaar kaise kahu kya iska naam aagaz hai ya hai anjam daudta hai kahan par diwane dhundhta hai tu kya mund kar apni palke tu sun to kahti kya hai hawa ye fiza, ye sama dekhle tu jara apne khabo se, khwaisho se kyu hai aise dara ek jagah ka tu hai gulam manzile bhi dhua hi dhua kaise kahu ye apna payam aagaz hai ya hai anjam sapne tere jo tune the dekhe kabhi pure honge wo tune tha socha kabhi ha humafar ek tujhko milega kabhi chhota sa aashiyana banaye kabhi aankh khuli to, tu tha kahin bhi nahi aisa ho jaye agar, tu na darna kabhi ek khwab tuta agar jo yaha par to duja milega kahin agar saanse teri chalti rahi to khwab milenge kai zindagi to bas aisi shararat hai khatti mithi kabhi aansu bhi hontho par namki lagte sabhi