Dhadkan Yeh Kehti Hai Lyrics
dhadkane ye kahti hai anshuo ke rele me bah gaye kahi armaan dhadkane ye kahti hai anshuo ke rele me bah gaye kahi armaan dil unhe kaha dhunde dil unhe kaha khoje ek dil hai sau tufan dhadkane ye kahti hai kya khabar thi raho me aise mod aate hai kya khabar thi raho me aise mod aate hai raahe chalti rahti hai raahi chhod jate hai raahi chhod jate hai aaj vo paraye hai aaj hai vo begane kal jo dil ke the mehmaan dhadkane ye kahti hai garam aag ke shole jal ke sard ho jaye raat ke andhere me din ke saye kho jaye garam aag ke shole jal ke sard ho jaye raat ke andhere me din ke saye kho jaye din ke saaye kho jaye guzare wqat ki yaadein dil se kab nikalti hai chahe kuch kare insaan dhadkane ye kahti hai jindagi to milti hai adami ko duniya me aaye na magar jeena har kisi ko duniya me jindagi to milti hai adami ko duniya me aaye na magar jeena har kisi ko duniya me dost hai ya dusman hai koi kaise pehchane kaam ye nahi aasan dhadkane ye kahti hai anshuo ke rele me bah gaye kahi armaan dil unhe kaha dhunde dil unhe kaha khoje ek dil hai sau tufan ek dil hai sau tufan