Ho Raha Hai Sama Lyrics
dhua dhua ho raha hai sama kahin to hai aag lagi ke ho na ho ye tera kaam hai ke shola badan hai tu hi ke ada se jaha bhi tu chala mere pyare bhadke angare chumke tere kadam dhua dhua ho raha hai sama kahin to hai aag lagi dekhi hai teri kasam aisi kai mehfile o dilwale khilte huye hasnte, machalte huye par jab bhi jaane jigar tujhse mili hai najar o ekdum sulagne lage sine me daage jigar ke ada se jaha bhi dil chala mere pyare bhadke angare chumke tere kadam dhua dhua ho raha hai sama kahin to hai aag lagi dekha hai jabse tujhe apna bhi ye haal hai chingari aisi lagi ashqo se bhi na bujhe tauba hai jaane ada ye husn hai ya kahar o bijli girati hansi shole jagati najar ke ada se jaha bhi tu chala mere pyare bhadke angare chumke tere kadam dhua dhua ho raha hai sama kahin to hai aag lagi ke ho na ho ye tera kaam hai ke shola badan hai tu hi ke ada se jaha bhi tu chala mere pyare bhadke angare chumke tere kadam