Doston Se Na Milo Lyrics

jab se asli rup sabka jab se asli rup sabka maine dekha hain ab koyi sadma mere dil par nahi lagta ab koyi sadma mere dil par nahi lagta dosto se na milo dosto se na milo taklif hoti hai fayada hai pith me khanjar nahi lagta fayada hai pith me khanjar nahi lagta ha fayada hai pith me khanjar nahi lagta fayada hai pith me khanjar nahi lagta jab se asli rup sabka inke chehre par lage rehte hai sau nakab hum bhi samajh paye nahi kaante hai ya gulab ha inke chehre par lage rehte hai sau nakab hum bhi samajh paye nahi kaante hai ya gulab har kadam par yaad inke aate hai sitam likhne baitho to banegi in par ek kitab, in par ek kitab yaron ne jo bheje hain, yaron ne jo bheje hain wo phul chubhte hain gair ka phenka hua patthar nahi lagta gair ka phenka hua patthar nahi lagta jab se asli rup sabka pehle to har raaz me hote hai ye shamil dost ko gumrah karke todte hai dil pehle to har raaz me hote hai ye shamil dost ko gumrah karke todte hai dil phir sitam ye hai ke hamdardi bhi karte hai waar wo karte hai jo kar paye na kaatil kar paye na kaatil doston ke naam se, doston ke naam se ham kaanp jate hain dushmano ki dushmani se darr nahi lagta dushmano ki dushmani se darr nahi lagta jab se asli rup sabka apne matlab ke siwa karte nahi ye baat naapte hai paiso se ye yaar ke halaat o apne matlab ke siwa karte nahi ye baat naapte hai paiso se ye yaar ke halaat inka kaam nikal jaye to ho jate hai dur kaise janenge bhala ye auro ke jajbaat auro ke jajbaat kya kare hum dekhkar, kya kare hum dekhkar duniya ki dilkashi ab suhana koyi bhi manjar nahi lagta ab suhana koyi bhi manjar nahi lagta jab se asli rup sabka jab se asli rup sabka maine dekha hain ab koyi sadma mere dil par nahi lagta ab koyi sadma mere dil par nahi lagta doston se na milo doston se na milo taklif hoti hai fayada hai pith me khanjar nahi lagta fayada hai pith me khanjar nahi lagta are fayada hai pith me khanjar nahi lagta fayada hai pith me khanjar nahi lagta