Mile Ho Tum To (Remix) Lyrics
mile ho tum toh humsafar 
  bichhad ke udaas se mat karna
  mile ho tum toh humsafar 
  bichhad ke udaas se mat karna
  dil diya hai tumhen - 2
  durr iss dil se naa rehna
  (na na na nana - 3 na re) - 2
  mile ho tum toh humsafar 
  bichhad ke udaas se mat karna
  dil diya hai tumhen - 2
  durr iss dil se naa rehna
  (na na na nana - 3 na re) - 2
  mile ho tum toh humsafar 
  
  maine kaha socha tha dil yeh machal jaayega
  teri adaa ka jaadu mujhpe yun chal jaayega
  lamha badal jaayega tujhmein yun dhal jaayega
  dil diya hai tumhen - 2
  durr iss dil se naa rehna
  (na na na nana - 3 na re) - 2
  mile ho tum toh humsafar 
  
  mere haseen khwaabon ki manzil teri raahon mein
  mujhko toh ab rehna hai bas teri nigaahon mein
  tera hi tasabbur hai meri inn duaaon mein
  dil diya hai tumhen  - 2
  durr iss dil se naa rehna
  (na na na nana - 3 na re) - 2
  mile ho tum toh humsafar 
  bichhad ke udaas se mat karna
                            
                            
                        