Zindagi Hosh Me Lyrics

bikhre sabhi sapne hai bichde sabhi apne hai aaye bezaar mausam hui khushi mil gaye gam bikhre sabhi sapne hai bichde sabhi apne hai aaye bezaar mausam hui khushi mil gaye gam zindagi hosh mein hi nahi zindagi hosh mein hi nahi ham nahi jaante the baat yeh khoon dil ka bahega aankh se thi kaha yeh khabar loot jaayega mera jahaan reh jaayega sirf andhera ek pal mein zindagi hosh mein hi nahi zindagi hosh mein hi nahi khaali khaali dinon ki dastaan chal diye hai na jaane sab kahaan ajanbi rehguzar aur milon hai tanhaaiyan duniya hi badli hamari bas ek pal mein zindagi hosh mein hi nahi zindagi hosh mein hi nahi bikhre sabhi sapne hai bichde sabhi apne hai aaye bezaar mausam hui khushi mil gaye gam zindagi hosh mein hi nahi zindagi hosh mein hi nahi bikhre sabhi sapne hai