Khushi Aaye To Peena, Gham Sataye To Peena Lyrics
sach kahte hai duniya wale ye duniya badi kharab
  oo ho sare maraj ki ek dawa hai bas do ghut sharab 
  ho ho khushi aaye to pina ho ho gam sataye to pina
  khushi aaye to pina gam sataye to pina 
  khushi aaye to pina gam sataye to pina 
  agar ho chain se jina agar ho chain se jina
  to yaro pi ke jina taram taram tina
  taram taram tina taram taram tina ho ho
  khushi aaye to pina
  
  pike bhi hum hosh me aur maje mai hai
  jo nahi pite aajkal wo nashe mai hai
  wo nashe mai hai aajkal wo nashe mai hai
  sare ruthe sare ruthe par nahi ruthe saaqi
  jam aur mina taram taram tina taram taram tina
  taram taram tina ho ho khushi aaye to pina
  
  hum aaye pardesh me paisa kamane
  kodi kodi jod apni life banane
  hum aaye pardesh me paisa kamane
  kodi kodi jod apni life banane
  is paise ne is paise ne desh chhudaya apna
  sab kuch chhina taram taram tina
  taram taram tina taram taram tina
  ho ho khushi aaye to pina
  
  reshami chadar me lage ha tukade kat ke
  na to hum ghar ke rahe na to ghat ke
  na to hum ghar ke rahe na to ghat ke
  pahle se pahle se jo jante aate yaha kabhi na
  taram taram tina taram taram tina
  taram taram tina ho ho khushi aaye to pina
                            
                            
                        